aapki chah aapka pyar aur aapki pasand 
kadam kadam pe ek samay ki tarah 
meri raahe ujala karti rahegi 
sath hi ye gujarish bhi karunga 
tumse bichdu to na jeene ki koi sakl rahe 
itna chaho na mere chahne walo mujhko 
aur chalte chalte ye bhi kahunga 
ek roj main har aankh se chhup jaunga 
lekin dhadkan me samaya hua har dil me rahunga 
duniya mere geeto se mujhe yaad karegi 
uth jaunga fir bhi isi mahfil me rahunga 
ab ijajat de namskar   
pyase man me chaye aaj to 
pyar ke lakho badal 
aapke tan se lipat jane ko 
machal pada ye aanchal 
aapne aake mita di pal me 
sadiyo ki tanhai 
dil ki dhadkan me bajti hai 
aaj nai shahnai 
jag sara kahe aakhir mere 
kab doge adhikar 
kab doge adhikar 
hay kya ye, kya ye mumkin hai 
hum dono mila kare har baar 
baar baar duniya me kisi ko 
kab milta hai pyar 
kya ye mumkin hai 
hum dono mila kare har baar 
baar baar duniya me kisi ko 
kab milta hai pyar 
kya ye mumkin hai 
hum dono mila kare har baar 
uncha sakat jab jab lekar 
aap samne aate hain 
apni nigaho me hum khud bhi 
kuch unche uth jate hain 
uncha sakat jab jab lekar 
aap samne aate hain 
apni nigaho me hum khud bhi 
kuch unche uth jate hain 
bin chede hi chid jata hai 
tan ka ek ke taar 
aapse milkar ho jata hai 
har sapna sakar 
nazar kahdi rahti hai dwar par 
karne ko didaar 
baar baar duniya me kisi ko 
kab milta hai pyar 
kya ye mumkin hai 
hum dono mila kare har baar 
pyar bhare dil tutte aaye 
jab se bana sansar 
badal diya itihaas aapne 
dekar humko pyar 
pyar bhare dil tutte aaye 
jab se bana sansar 
badal diya itihaas aapne 
dekar humko pyar 
chin liya jo kuch duniya ne 
humne aag me paya 
jalti hui raaho me kahi to 
mila pyar ka saya 
pyar nahi hai ye to aapka 
hum par haoi upkaar 
baar baar duniya me kisi ko 
kab milta hai pyar 
kya ye mumkin hai 
hum dono mila kare har baar 
baar baar duniya me kisi ko 
kab milta hai pyar 
kya ye mumkin hai 
hum dono mila kare har baar
