kya ye sach hai tera suraj
kya ye sach hai tera chandrma
kya ye sach hai tera jahan
kya ye sach hai
kya ye sach hai
hai ghar tera jahan
deeware kyun yahan
sajdo ki bhi hoti koi sarhad
kya ye sach hai
sapno ka bhi hota koi mazhab
kya ye sach hai
kya ye sach hai tu hi aasun
kya ye sach hai tu hi hasi
kya ye sach hai tu hi zindagi
kya ye sach hai
kya ye sach hai
hai agar hai tu jaanta
mujhko itna bata
khushiyon ki bhi
hoti koi sarhad
kya ye sach hai
gham ka bhi haan
hota koi mazhab
kya ye sach hai
kya ye sach hai
tu hi dukh ki nishaade
tu hi sukh ka sawera
main jo bhatku tu disha de
lu main bas naam tera
hai ye sach tu hi mera
sajdo ki na hoti koi sarhad
haan ye sach hai
sapno ka na hota koi mazhab
haan ye sach hai
khushiyon ki na hoti koi sarhad
haan ye sach hai
gham ka bhi na hota koi mazhab
haan ye sach hai
haan ye sach hai
haan ye sach hai
haan ye sach hai
haan ye sach hai
haan ye sach hai
haan ye sach hai
haan ye sach hai
haan ye sach hai
kya ye sach hai tera suraj
kya ye sach hai tera chandrma