Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.00 - 2 votes
Video of this song from youtube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.

We will add as soon as the video of the song is available.
Lyrics of Kyu Mujhko Darane Laga Sapna Koi, Maano Door Jaane Laga Apna Koi - क्यों मुझकों डराने लगा सपना कोई, मानों दूर जाने लगा अपना कोई
kyu mujhko darane laga sapna koi
mano dur jane laga apna koi
ai dil bta kaha se utha aag kaha lagi
kyu mujhko darane laga sapna koi
mano dur jane laga apna koi

jindagi hai ye kya bebsi ke siva
jindagi hai ye kya bebsi ke siva
kisse tarke wafa ab kare hum yaha
kyu mujhko darane laga sapna koi
mano dur jane laga apna koi

pyar jinse kiya vo hi samjhe nahi
pyar jinse kiya vo hi samjhe nahi
kisko dil ki sada sunaye yaha
kyu mujhko rulane laga sapna koi
mano dur jane laga apna koi
ai dil bta kaha se utha aag ka ha lagi
kyu mujhko darane laga sapna koi
mano dur jane laga apna koi
lyrics of song Kyu Mujhko Darane Laga Sapna Koi, Maano Door Jaane Laga Apna Koi
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Wajahh (2004)
Arbaaz Khan, Shamita Shetty, Gracy Singh, Zulfi Syed, Satish Kaushik, Sudesh Berry, Daler Mehndi, Vijayendra Ghatge, Zahid AliKunal Ganjawala, Daler Mehndi, Shreya Ghoshal, Anand Raj Anand, Bob, Sunidhi ChauhanAnand Raj Anand, Praveen BharadwajAnand Raj AnandGautam AdhikariAnand Pandit, Markand AdhikariWajahh at IMDB      Wajahh at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type