kyun chalti hawa karne lagi yu 
sarghosiya mujhse ab kyon 
kyun chalti hawa karne lagi yu 
sarghosiya mujhse ab ha 
wo dekho dekho jali jali bujhi hain garmiya 
thodi thodi nami bhi khili hain wadiya 
kyun chalti hawa karne lagi yu 
sarghosiya mujhse ab ha 
wo dekho dekho ha jali jali ha 
bujhi hain garmiya
thodi thodi nami bhi khili hain wadiya 
kyun chalti hawa karne lagi yu sarghosiya
de raha hai koi jaise mere dil pe dastke 
kar rah hai koi reshmini si harkate 
de raha hai koi jaise mere dil pe dastke 
kar rah hai koi reshmini si harkate 
na samjhi hu main na samjha hai dil 
hain kaise madhoshiya 
tu hone lago makhmali labo ki surkhiya 
thodi thodi nami bhi khili hain wadiya
kyun chalti hawa karne lagi yu sarghosiya
likh rahi hain rute mere man ki hi daasta 
kah rahi hain mera fasana hi har jubaa 
likh rahi hain rute mere man ki hi daasta 
kah rahi hain mera fasana hi har jubaa 
purane mujhe paro ke bina hi aai hain aandhiya 
bana lu main ab to fir kahi apna aashiya 
thodi thodi nami bhi khili hain wadiya
kyun chalti hawa karne lagi yu sarghosiya
