labo se chum lo, ankho se tham lo mujhko

tumhi se janmu to shayad mujhe panah mile

do saundhe saundhe se jism jis waqt ek muthhi me so rahe the
bata to us waqt mai kaha tha, bata to us waqt tu kaha thi
mai arju ki tapish me pighal rahi thi kahi

tumhare jism se hokar nikal rahi thi kahi
bade hasin the, bade hasin the jo rah me gunah mile
tumhi se janmu to shayad mujhe panah mile
tumhi se janmu to shayad mujhe panah mile
labo se chum lo, ankho se tham lo mujhko
tumhari lau ko pakadke jalne ki arju me
jab apne hi ap se lipat ke sulag raha tha
bata to us waqt mai kaha tha, bata to us waqt tu kaha thi
tumhari ankho ke
tumhari ankho ke sahil se dur dur kahi
tumhari ankho ke sahil se dur dur kahi
mai dhundti thi mile khushbuo ka nur kahi
wahi ruki hu, wahi ruki hu jaha se tumhari rah mile
tumhi se janmu to shayad mujhe panah mile
tumhi se janmu to shayad mujhe panah mile
labo se chum lo, ankho se tham lo mujhko
Only Gulzar saheb can create this magical poetry. His voice adds even more
credibility to the delivery. Aastha is a beautiful movie. Rekha has given
some great performances. It's one of them. Must watch. Basu Bhattacharya
has given few awesome movies. Sparsh is a great movie too. Sriradha's voice
is apt for the song. Never heard any other song before.