lagai le pech re babua lagai le pech re guttua
lagai le pech re babua lagai le pech re guttua
gattu hai mere bharat ki nishani, hasti hai badi jani mani
gattu hai mere bharat ki nishani, hasti hai badi jani mani
aadat aisi hai, acchi hai ye talab bheeni bheeni
gattu rom rom rom me samaye hain
lagai le pech re babuaa, lagai le pech re guttuaa
gattu batan si aankho se bulaye hain
gattu chikni chupdi baato me uljhae hain
gattu choti ka rumal harjaye hain
o babua
vaise bade hi maasum aur bhale hain
jaise motar me car me chale hain
inke aasman me charche bade hain
gattu ji dhul fank fank ke pale hain
aise khech lagake pech, jara dhil de ke dekh
aise khech lagake pech, jara dhil de ke dekh
is patang ki dor kho na jaye
aadat aisi hai, acchi hai ye talab bheeni bheeni
gattu rom rom rom me samaye hai
lagai le pech re babua, lagai le pech re guttua
lagai le pech re babua, lagai le pech re guttua