ishq hai mera jaadu tona
ho ishq hai mera jaadu tona
hosh udaa le jaayega
meri aankhon ki masti se, koi bach na paayega
laila main laila, aisi hoon laila
har koi chaahe mujhse, milna akela
bachna re hosh udaane laila aayi hai
jisne bhi dekha usko neendh naa aayi hai
tauba re tauba kaatil angdaayi hai
mera hi naam le kar dhoom machaayi hai
thumka mera mastaana, har koi mera deewana
rab hi jaane kaun banega mere dil ka chaila
laila main laila, aisi hoon laila
har koi chaahe mujhse, milna akela
laila main laila, aisi hoon laila
har koi chaahe mujhse, milna akela
mera meetha chaska jo bhi ek baar chakh le
ho jaaye woh hi mera, kadmon mein jaan rakh de
dekhe jo mera jalwa kahe woh
mast mast laila, tu hai mast mast laila
mera meetha chaska jo bhi ek baar chakh le
ho jaaye woh hi mera, kadmon mein jaan rakh de
dekhe jo mera jalwa kahe woh
mast mast laila, tu hai mast mast laila
tu naa mera mastaana, har koi mera deewana
rab hi jaane kaun banega mere dil ka chaila
laila main laila, aisi hoon laila
har koi chaahe mujhse, milna akela
laila main laila, aisi hoon laila
har koi chaahe mujhse, milna akela
laila, aa haa gulu gulu
zulfe hai kaali naagin, dass le na bach ke rehna
bijli hai husn mera, bhaari padehga sehna
dekhe jo mera jalwa kahe woh
mast mast laila, tu hai mast mast laila
zulfe hain kaali naagin, dass le na bach ke rehna
bijli hai husn mera, bhaari padehga sehna
dekhe jo mera jalwa kahe woh
mast mast laila, tu hai mast mast laila
tu naa mera mastaana, har koi mera deewana
rab hi jaane kaun banega mere dil ka chaila
laila main laila, aisi hoon laila
har koi chaahe mujhse, milna akela
laila main laila, aisi hoon laila
har koi chaahe mujhse, milna akela
Folks, Though am not an Indian but i watch Indian movie regularly, I have a different opinion. Classics can't be recreated but you must agree that new generation Indians are getting interested to hear these songs due to these recreation, but one must maintain quality.