lamha lamha jane kya hai
sehma sehma puch raha hai
lamha lamha jane kya hai
sehma sehma puch raha hai
khoyi khoyi apni manzil
rasta rasta dhundh raha hai
khoyi khoyi apni manzil
rasta rasta dhundh raha hai
sun kehti hai kya khamoshiyan
kuch hawaa kare sargoshiyan-sargoshiyan
lamha lamha jaane kya hai, jane kya hai
sehma sehma puch raha hai, puch raha hai
lamha lamha jaane kya hai, jane kya hai
sehma sehma puch raha hai, puch raha hai
sun kehti hai kya khamoshiyan
kuch hawa kare sargoshiyan-sargoshiyan
kehte hain sun ye haseen pal manzil hume bulati hai
irade jawa kam nahi ho yaha hume zindagi ye sikhati hai
manzar bada khushnuma hai, kadmo tale aasma hai
manzar bada khushnuma hai, kadmo tale aasma hai
leti hai fiza angdaaiyan
kuch hawa kare sargoshiyan-sargoshiyan
lamha lamha jane kya hai, jane kya hai
sehma sehma puch raha hai, puch raha hai
lamha lamha jaane kya hai, jane kya hai
sehma sehma puch raha hai, puch raha hai
aankho mai hai jo ankahi baatein unhe tum chhupao na
dil mai hai jo wo bol do gumsum ho kyo muskurao na
haste gate hai nazare ye wadiya bhi pukare
haste gate hai nazare ye wadiya bhi pukare
chane lagi madhosiyan
kuch hawa kare sargoshiyan-sargoshiyan
lamha lamha jane kya hai, jane kya hai
sehma sehma puch raha hai, puch raha hai
lamha lamha jane kya hai, jane kya hai
sehma sehma puch raha hai, puch raha hai
khoyi khoyi apni manzil-apni manzil
rasta rasta dhundh raha hai-dhundh raha hai
khoyi khoyi apni manzil
rasta rasta dhundh raha hai-dhundh raha hai
sun kehti hai kya khamoshiyan
kuch hawaa kare sargoshiyan-sargoshiyan
sargoshiyan-sargoshiyan-sargoshiyan