paase sabhi ulat gaye dushman ki chal ke
akshar sabhi palat gaye bharat ke bhal ke
manjil pe aaya mulak har bla ko taal ke
sdiyo ke baad fir ude badal gulal ke
ham laye hai tufan se kishti nikal ke
is desh ko rakhna mere bachho sambhal ke
ham laye hai tufan se kishti nikal ke
is desh ko rakhna mere bachho sambhal ke
tum hi bhwisy ho mere bharat wishal ke
is desh ko rakhna mere bachho sambhal ke
ham laye hai tufan se kishti nikal ke
is desh ko rakhna mere bachho sambhal ke
dekho kahi barbad na hove ye bag bagicha
dekho kahi barbad na hove ye bag bagicha
isko hirdy ke khun se bapu ne hai sicha
rakha hai ye chirag shido ne baal ke
is desh ko rakhna mere bachho sambhal ke
ham laye hai tufan se kishti nikal ke
is desh ko rakhna mere bachho sambhal ke
duniya ke daw pech se rakhna na wasta
duniya ke daw pech se rakhna na wasta
manjil tumhari dur hai lamba hai rasta
bhtka na de tuhe koi dhoke mai dal ke
is desh ko rakhna mere bachho sambhal ke
ham laye hai tufan se kishti nikal ke
is desh ko rakhna mere bachho sambhal ke
atam bamo ki jor pe ethi hai ye duniya
barud ki ek dher pe bethi hai ye duniya
etam bamo ki jor pe ethi hai ye duniya
barud ki ek dher pe bethi hai ye duniya
tum har kadam uthana jara dekh bhal ke
is desh ko rakhna mere bachho sambhal ke
ham laye hai tufan se kisti nikal ke
is desh ko rakhna mere bachho sambhal ke
aaram ke tum bhul bhuleya mai na bhulo
sapno ke hindolo pe magn hoke na jhulo
aaram ke tum bhul bhuleya mai na bhulo
sapno ke hindolo pe magn hoke na jhulo
ab waqt aa gaya mere haste huya fulo
utho chhnlag maar kar aakash ko chhu lo
aakash ko chhu lo
tum gaar do gangan mai tiraga uchhal ke
is desh ko rakhna mere bachho sambhal ke
ham laye hai tufan se kisti nikal ke
is desh ko rakhna mere bachho sambhal ke