le ja le ja le ja babu ye meri nishani
le ja le ja le ja babu ye meri nishani
phulo ki rani mai phulo ki rani
phulo ki rani mai phulo ki rani
le ja le ja le ja babu ye meri nishani
le ja le ja le ja babu ye meri nishani
harwa lelo koi gajra lelo harwa lelo koi gajra lelo
ruthi hui apni rani manalo layi saja kar mai phulo ka mela
champa chameli ye gui ye bela champa chameli ye gui ye bela
ye din ka raja ye rat ki rani ye din ka raja ye rat ki rani
le ja le ja le ja babu ye meri nishani
le ja le ja le ja babu ye meri nishani
soyi soyi si ye kaliya gulab ki soyi soyi si ye kaliya gulab ki
nargis ki aankho me masti sabab ki
nargis ki aankho me masti sabab ki
ye motiya hai ye mogra hai ye motiya hai ye mogra hai
khusbu ka sagar dhunda hua hai
mausam salona hai rut hai suhani
mausam salona hai rut hai suhani
le ja le ja le ja babu ye meri nishani
le ja le ja le ja babu ye meri nishani
aana do aana paisa do paisa aana do aana paisa do paisa
dam ho jaise mal hai waisa dam ho jaise mal hai waisa
dekh lo dekh lo haro ki meri hai itni kahani
sun lo sunlo sunlo meri ye jubani
le ja le ja le ja babu ye meri nishani
Darogaji {1949}: P.Jairaj, Nargis, Nissar, Neelam (as Kaushalya), Rashid Khan (as Pannu), Raj Rani (as Kokila), Rekha (as Misri), Bohra (as Sukhu), Abubaker (as Pahadi), Sona, Yakub (as Girja Maharaj); Story & Dialouges: Bai Jaddan Bai; Lyricist: Manohar Khanna; Music Director: Bulo C.Rani; Singers: Geeta Roy; Producer: Anwar Hussain; Director: Akhtar Hussain