Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.60 - 5 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Le Le Bahar Me Bahar Ke Maze - ले ले बहार में बहार के मजे
le le bahar me, bahar ke maje
le le bahar me, bahar ke maje
fir nahi aane wale, pyaar ke maje
fir nahi aane wale, pyaar ke maje
eji pyaar ke maje, ye bahar ke maje
le le bahar me, bahar ke maje
le le bahar me, bahar ke maje

chanda na jaaye dhal, beet raha pal pal
kal ka bharosa kya, ulfat ke raahi chal
chanda na jaaye dhal, beet raha pal pal
kal ka bharosa kya, ulfat ke raahi chal
subah aane wali hain, raat jane wali hain
subah aane wali hain, raat jane wali hain
raat ye bahar ki, pahli pahli pyaar ki
le le bahar me, bahar ke maje
le le bahar me, bahar ke maje

naino ki khidki me, aasha khadi hain
dil se mile dil ye wo ghadi hain
naino ki khidki me, aasha khadi hain
dil se mile dil ye wo ghadi hain
dil hi ki maan le, sama pahchan le
dil hi ki maan le, sama pahchan le
sama hain suhana, nahi fir aana
le le bahar me, bahar ke maje
le le bahar me, bahar ke maje
fir nahi aane wale, pyaar ke maje
fir nahi aane wale, pyaar ke maje
eji pyaar ke maje, ye bahar ke maje
le le bahar me, bahar ke maje
le le bahar me, bahar ke maje
lyrics of song Le Le Bahar Me Bahar Ke Maze
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Meenar (1954)
Bharat Bhushan, Bina Roy, Pran, Sheela Ramani, Pratima Devi, ChandrashekharTalat Mahmood, Lata Mangeshkar, Asha Bhosle, C. Ramchandra, Rajendra KrishanC RamchandraHemen GuptaMeenar at IMDB      Meenar at YouTube     |    Meenar at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type