le liya dil mera le liya o
thandi hawao me ghato me nasha
aise me aankhe na churao dilruba
le liya dil mera le liya o
thandi hawao me ghato me nasha
aise me aankhe na churao dilruba
le liya dil mera le liya o
beirada nazar tumse takra gayi
dil dhadkane laga main to sharma gayi
beirada najar tumse takra gayi
dil dhadkane laga main to sharma gayi
kaisi uljhi si hain mithi mithi bekrari
pahli mulakat me main ho gayi tumhari
ye raahe muskaraye ye sunaye faisla
le liya dil mra le liya
thandi thandi me ghato me nasha
aise me aankhe na churao dilruba
le liya dil mera le liya o
khil raha dil mera jis tarah gulsita
ab giraye jaadu pyaar ki bijliya
khil raha dil mera jis tarah gulsita
ab giraye jaadu pyaar ki bijliya
dekho ji khushi se main diwani hoke nikali
baho me udungi aise jaise ude titali
ishara hi isharo me bahro ne kaha
le liya dil mera le liya o
thandi hawao me ghato me nasha
aise me aankhe na churao dilruba
le liya aa dil mera o le liya o
thandi hawao me ghato me nasha
aise me aankhe na churao dilruba
le liya dil mera le liya o
Just enjoy the vibrancy-- the phooljhadiyan and the phulkaari-- in Asha
Bhonsle's voice and forget the chintzy scene. Thanks, Ajay.