likh bhi lo apne dil pe meri jaa
likh bhi lo apne dil pe meri jaa
aaj chupke se naam humara
pyar tumse hum itna karenge
jitna duniya me kisi ne kiya na hoga
likh bhi lo apne dil pe meri jaa
aaj chupke se naam humara
pyar tumse hum itna karenge
jitna duniya me kisi ne kiya na hoga
likh bhi lo apne dil pe meri jaa
tumko dekha jo meri najar ne
phir na koi najar me samaya
tumko dekha jo meri najar ne
phir na koi najar me samaya
shama leke phire sari duniya me hum
koi tumsa kahin bhi na paya
pyar tumse hum itna karenge
jitna duniya me kisi ne kiya na hoga
likh bhi lo apne dil pe meri jaa
shokh kaliyon ne sikha tumse
janeman muskurana mahakna
shokh kaliyon ne sikha tumse
janeman muskurana mahakna
aan ho shaan ho sare gulshan ki tum
jaanti ho chamakna damakna
pyar tumse hum itna karenge
jitna duniya me kisi ne kiya na hoga
likh bhi lo apne dil pe meri jaa
tum hasi aabsaro ki lay ho
gungunaye hawa sur tumhara
tum hasi aabsaro ki lay ho
gungunaye hawa sur tumhara
tum se maange ghata jhanjhano ki sada
raks tum sang kare har nazara
pyar tumse hum itna karenge
jitna duniya me kisi ne kiya na hoga
likh bhi lo apne dil pe meri jaa
aaj chupke se naam humara
pyar tumse hum itna karenge
jitna duniya me kisi ne kiya na hoga
likh bhi lo apne dil pe meri jaa
likh bhi lo apne dil pe meri jaa
likh bhi lo apne dil pe meri jaa
likh bhi lo apne dil pe meri jaa
likh bhi lo apne dil pe meri jaa
doesnt sound like rahat fateh ali to be honest