lehro pe hai zindagi, lehro pe hai zindagi
ajib si kahani hai, ajib si kahani hai
kuch pal bitenge yahi, kuch pal bitenge yahi
abhi jawan jawani hai, abhi jawan jawani hai
lehro pe hai zindagi
musibato ki aandhiya, mayusi ki barishe
musibato ki aandhiya, mayusi ki barishe
dhundla hoga rasta, na puri hogi khwahishe
dhundla hoga rasta, na puri hogi khwahishe
dur hai jo manzile hans ke unko paana hai
mushkile jo hai nayi unko aazmana hai
koshish karti zindagi, koshish karti zindagi
hasin ye nishani hai, hasin ye nishani hai
lehro pe hai zindagi
hauslo ki dhup me andhere gham ke kho gaye
hauslo ki dhup me andhere gham ke kho gaye
bekhudi ke chand me hum khushi se so gaye
bekhudi ke chand me hum khushi se so gaye
chahe din ya raat ho taaro ki barat ho
saari kaaynat me sirf apni baat ho
sapne dekhe zindagi, sapne dekhe zindagi
hasin ye nishani hai, hasin ye nishani hai
lehro pe hai zindagi
ajib si kahani hai, ajib si kahani hai
lehro pe hai zindagi