lo aankhe mili lo dil kho gaya
fir kya sochana hona tha jo ho gaya
lo aankhe mili lo dil kho gaya
fir kya sochana hona tha jo ho gaya
ab to jhumo nacho gaao
kasmo waado mein bandh jaao
chalne do ye silsila
lo aankhe mili lo dil kho gaya
fir kya sochana hona tha jo ho gaya
jhalki hui madhoshiya mahol ki ye shokhiya
ham chup rahe par dhadkane karti hai sargoshiya
jhalki hui madhoshiya mahol ki ye shokhiya
ham chup rahe par dhadkane karti hai sargoshiya
lo aankhe mili lo dil kho gaya
fir kya sochana hona tha jo ho gaya
ye pyar hai aisi khushi pate nahi jisko sabhi
jisko mile uske liye anmol hai jindagi
ye pyar hai aisi khushi pate nahi jisko sabhi
jisko mile uske liye anmol hai jindagi
lo aankhe mili lo dil kho gaya
fir kya sochana hona tha jo ho gaya
is pyar mein hai wadiya phulo ka hai ye gulsita
is raah par dekho magar kante bhi hai maharbaan
is pyar mein hai wadiya phulo ka hai ye gulsita
is raah par dekho magar kante bhi hai maharbaan
lo aankhe mili lo dil kho gaya
fir kya sochana hona tha jo ho gaya
lo aankhe mili lo dil kho gaya
fir kya sochana hona tha jo ho gaya
ab to jhumo nacho gaao
kasmo waado mein bandh jaao
chalne do ye silsila
haye lo aankhe mili lo dil kho gaya
fir kya sochana hona tha jo ho gaya haye