lo pakdo pakdo sajnwa jawani bhagi jaye
lo pakdo pakdo sajnwa jawani bhagi jaye
ek bar ye chanchliya ye manchliya 
ek bar ye chanchliya ye manchliya jai to laut ke na aaye
jai to laut ke na aaye lo pakdo pakdo
lo pakdo pakdo sajnwa jawani bhagi jaye
matlab samjhana iska re re re re re 
haye na lo kisi ki ra ra ra ra 
matlab samjhana iska re re re re re 
haye na lo kisi ki
teri kaym rahe jawani na jana aag laga ke 
mere aarman jaga ke 
teri kaym rahe jawani na jana aag laga ke 
mere aarman jaga ke 
mudat ki lagi thi aag bhadkti jaye na bad main aaye 
lo pakdo pakdo sajnwa jawani bhagi jaye
main kya janu kha kya re re re re re 
halt buri hai dil ki ra ra ra 
main kya janu kha kya re re re re re 
halt buri hai dil ki 
teri kaym rahe jawani na hamko yun tarsao thahr bhi jao
teri kaym rahe jawani na hamko yun tarsao thahr bhi jao
ye chalti firti chhaya tu bharmaya hath na aaye 
lo pakdo pakdo sajanwa jawani bhagi jaye
ek bar ye chanchliya ye manchliya 
ek bar ye chanchliya ye manchliya jai to laut ke na aaye
jai to laut ke na aaye lo pakdo pakdo
lo pakdo pakdo sajnwa jawani bhagi jaye
