Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.33 - 6 votes
Mahipal, Tiwari, Kammo, Chitra
Video of this song from youtube
Lyrics of Lut Liyaa, Kisi Garib Kaa Ghar - लूट लिया, किसी गरीब का घर
lut liya, lut liya
kisi garib ka ghar baadshah ne lut liya
kisi garib ka ghar
kisi garib ka ghar baadshah ne lut liya
karu main kis se gila
karu main kis se gila
jab khuda ne lut liya
kisi garib ka ghar
kisi garib ka ghar baadshah ne lut liya

lahu se dil ke jalaya tha jo chiraag humne
lahu se dil ke jalaya tha jo chiraag humne
usi chiraag ko zaalim
usi chiraag ko zaalim
hawa ne lut liya
kisi garib ka ghar

duhai hai are insaaf ki duhai hai
duhai hai are insaaf ki duhai hai
ki ek fakir ko
ki ek fakir ko
aalampana ne lut liya
karu main kis se gila
karu main kis se gila
jab khuda ne lut liya
kisi garib ka ghar
kisi garib ka ghar baadshah ne lut liya
lyrics of song Lut Liyaa, Kisi Garib Kaa Ghar
Comments on song "Lut Liyaa, Kisi Garib Kaa Ghar"
Riaz Ali on Friday, June 24, 2011
kisi ghareeb ka ghar baadshah ne lute liya--------- karon mein kis se gila
jab Khuda ne lout liya-------- lahu se dil ke jalaya tha jo chiragh mein
ne-------- usi chiragh ko zalim hawa ne lute liya----- Duhaayi hai inssaaf
ki duhaayi hai-------- keh ek faqir ko aalam panaah ne lute liya.--The best
ghazal.
Bhupinder Pujji on Friday, June 24, 2011
dharmesh thanks for loading this song but i need the other song TERI ADAA
PE NISAAR KARNE FROM FILM DARBAR hansraj behl saab made the music score
tothis film thanks for sharing bhupinder pujji
akarshik on Saturday, June 25, 2011
Dharmesh jee yeh aur ek aur khoobsoorat moti aapnain bheja hai. Really very
malodious song never heard before that too of late Great legend " Talat
Sahib " Thanks for sharing.
TheDeepakp on Monday, May 19, 2014
Singer: Asha Bhosle, Madhubala Zaveri, Talat Mahmood, Geeta Dutt, Shamshad
Begum
Lyricist: Asad Bhopali
Music Director: Hansraj Behl
Vidur Sury on Friday, June 24, 2011
Thanks a lot for sharing the very rare gem Sir. Nice of you to share such
lovely gems. Do keep up the great work.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Darbaar (1955)
Asha Bhosle, Madhubala Zaveri, Talat Mahmood, Geeta Dutt, Shamshad BegumAsad BhopaliHansraj Behl
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type