lutf jo uske intzaar me hai
lutf jo uske intzaar me hai
wo kahan mausam-e-bahar me hai
lutf jo uske intzaar me hai
lutf jo uske intzaar me hai
wo kahan mausam-e-bahar me hai
lutf jo uske intzaar me hai
husn jitna hai gaahe gaahe me
husn jitna hai gaahe gaahe me
husn jitna hai gaahe gaahe me
kab mulaqaat-e-baar-baar me hai
kab mulaqaat-e-baar-baar me hai
wo kahan mausam-e-bahar me hai
lutf jo uske intzaar me hai
jaan-o-dil se main haarta hi rahu
jaan-o-dil se main haarta hi rahu
jaan-o-dil se main haarta hi rahu
agar teri jeet meri haar me hai
agar teri jeet meri haar me hai
wo kahan mausam-e-bahar me hai
lutf jo uske intzaar me hai
zindagi bhar ki chahato ka sila
zindagi bhar ki chahato ka sila
zindagi bhar ki chahato ka sila
dil me paibast nok-e-khar me hai
dil me paibast nok-e-khar me hai
wo kahan mausam-e-bahar me hai
lutf jo uske intzaar me hai
kya hua agar khushi nahi bas me
kya hua agar khushi nahi bas me
kya hua agar khushi nahi bas me
muskurana to ikhtiyaar me hai
muskurana to ikhtiyaar me hai
wo kahan mausam-e-bahar me hai
lutf jo uske intzaar me hai
lutf jo uske intzaar me hai
wo kahan mausam-e-bahar me hai
lutf jo uske intzaar me hai
lutf jo uske intzaar me hai
lutf jo uske intzaar me hai
jan o dill se mein harta hi rahoon gar teri jeet meri har mein hai