ma kya karegi mama se kahegi
ha ma kya karegi mama se kahegi
kans mama o mama kans mama
shakuni mama o shakuni mama
sasu ma kya karegi mama sasur se kahegi
sasu ma kya karegi mama sasur se kahegi
are mama chilayega darayega dhamkayega
pehare bithayega wo taale lagvayega
hum wo zanjeere tod aayenge
ha tere liye duniya chhod aayenge
hum wo zanjeere tod aayenge
ha tere liye duniya chhod aayenge
ma kya karegi mama se kahegi
o goli chalegi seene me lagegi
kans mama maarega dusht mama
shakuni mama zaalim shakuni mama
goli chalegi seene me lagegi
haan goli chalegi seene me lagegi
inki ye kurbaani dekhega zamana
hoga sab ke hotho pe inka hi fasana
pyar me hum hans ke jaan gavayenge
barso tak sabko yaad aayenge
are pyar me hum hans ke jaan gavayenge
barso tak sabko yaad aayenge
ma kya karegi mama se kahegi
adalat bharegi sunvai chalegi
order order
kans mama hasega kans mama
shakuni mama pitega shakuni mama
adalat bharegi sunvai chalegi
adalat bharegi sunvai chalegi
gavah pesh honge judge ko batayenge
mama aur ma ki sajishe batayenge
kale paani ki saza payenge
muh kala kar ke jail jayenge
ye kale pani ki saza payenge
muh kala kar ke jail jayenge
aachi kachi machi sachi lachi pachi rachi re
aachi kachi machi sachi lachi pachi rachi re
mamaao ka atyachar jana pehchana hai
kans aur shakuni se vakif zamana hai
mana tera bhai hai magar wo kasai hai
uske samne tu apni gaiya ko kyu layi hai
tu na anyay kar tu to judgemayi hai
tu to judgemayi hai tu to judgemayi hai
gudiya jaisi ladki hai
aur gudde jaisa ladka hai
in dono ka joda dekh kitna achha lagta hai
yad kar apni jawani ke din yaad kar
jhuthi zindagi chhod de na baccho ko barbad kar
tune jo kiya teri aulad bhi karegi wo
teri hi to kadmo ke nishano pe chalegi wo
maan jao dadi chachi mami fuppi maan tu
tujhko khilau moti chur sau laddu
pyar ke dushman to haar jate hai
deewane bazi maar jate hai
pyar ke dushman to haar jate hai
deewane bazi maar jate hai
pyar ke dushman to haar jate hai
deewane bazi maar jate hai
pyar ke dushman to haar jate hai
deewane bazi maar jate hai