main thak gaya tha socha so jaau
tere anchal mein maa rota jaau
meri jebe khali hain bas dhundhali yaaden hain
wahi teri baaten wo tera pyar
is jivan se pyar karta nahi
aur marne se main to darta nahi
sabkuch bhulne ke baad mujhe ab talak hain yaad
wahi teri baaten wo tera pyar
maa main hara nahi raaton ke andheron se
main hara nahi chahe bhukh ho ya pyas
main hara nahi sukhon dukh ki laharon se
main hara nahi mere sath tera viswas
maine maangi thi suraj ki boonde
megho ke saye mujhe dhundhe
khushiyon ka pal jo ruka
mein na tuta main na jhuka
meri himmat teri baaten tera pyar
maa main hara nahi aandhi se tufano se
main hara nahi mat hona tu udas
main hara nahi samay se insano se
main hara nahi mere sath tera viswas
main hara nahi
mujhe yaad mera bachpan aur wo kali suni raat
mujhe yaad hain kya galat kya sahi
aur usse bhi jayada mujhe yaad aaye tera pyar
par main hara nahi hara nahi
main hara nahi raat ke andheron se
main hara nahi mat hona tu udas
main hara nahi samay se insano se
main hara nahi mere sath tera viswas
main hara nahi
maa maiin hara nahi
hara nahi hara nahi
hara nahi hara nahi
mere sath tera viswas