maahiya ve, ve sona maahiya
maahiya ve sona maahiya
maahiya ve, ve sona maahiya
maahiya ve sona maahiya
mausam ke dekho ishare, kitne hasi hai nazaare
mausam ke dekho ishare, kitne hasi hai nazaare
phulo pe shabnam ke moti, rab ne jami pe utaare
sochu tumhe, chaahu tumhe, dekhu tumhe
to duniya hasi lagti hai
subah to aayegi, laayegi kirno ko
subah to aayegi, laayegi kirno ko
rango ki mehfil me, kholo to naino ko
dekho ye hawaye kaise chanchal
chupke se khinche tera aanchal
mausam ne kuch to sun liya hai
kuch to kehti hai, teri paayal
sochu tumhe, chaahu tumhe, dekhu tumhe
to duniya hasi lagti hai
jeene ki khwahish hai, jeena to mumkin hai
jeene ki khwahish hai, jeena to mumkin hai
phir kaisi mushkil hai, phir kaisi uljhan hai
darr ke jeene me kya maja hai
hoga to wo hi jo likha hai
bhar lo baaho me saari khushiya
har pal ye humse, keh raha hai
sochu tumhe, chaahu tumhe, dekhu tumhe
to duniya hasi lagti hai