maro na naynwa ke baan haye main sadke jawa
maro na naynwa ke baan haye main sadke jawa
maro na naynwa ke baan 
maro na naynwa ke baan haye main sadke jawa
maro na naynwa ke baan main sadke jawa
chupke se aaya karo chupke se 
chupke se aaya karo chupke se jaya karo 
gali pe meri aake git na gaya karo 
siti na bajaya karo siti na bajaya karo
duniya badi hai beiman 
duniya badi hai beiman haye main sadke jawa
maro na naynwa ke baan main sadke jawa
dil me siva tumhare koi na aayega 
dil ke bangle pe mere pahra lag jayega 
dil me siva tumhare koi na aayega 
dil ke bangle pe mere pahra lag jayega 
khade kardungi do darban 
khade kardungi do darban haye main sadke jawa 
maro na naynwa ke baan main sadke jawa
neha laga ke mujh se char chaubis na karna 
neha laga ke mujh se char chaubis na karna 
mehndi hu aap saja li mere gusse se drna 
mere gusse se darna 
lafde me pad jayegi jaan haye main sadke jawa
maro na naynwa ke baan main sadke jawa
kam hai gana mera rihana nam mera 
kam hai gana mera rihana nam mera
mera pata hai dilgistan 
mera pata hai dilgistan haye main sadke jawa
maro na naynwa ke baan main sadke jawa
