bundel bhumi, bundel bhumi
bundel bhumi, bundel bhumi
ja maati balidaan ki maati
ja maati balidaan ki maati
maathe se jaaye chumi re chumi
jai bundel bhuli, jai ho bundel bhuli
jai ho bundel bhuli, jai ho bundel bhuli
panch mahanadiyan ko paani
sada jiwan mithi vaani
yahi janmi jhansi ki raani
yahi janmi jhansi ki raani
pag pag par tyaagi balidaani
pag pag par tyaagi balidaani
aisi bhumi kahu nahi dekhi
aisi bhumi kahu nahi dekhi
sagri duniya ghumi re ghumi
jai bundel bhuli, jai ho bundel bhuli
jai ho bundel bhuli, jai ho bundel bhuli
aala so jodha nahi aala
vo dal bin dal hi lad jaaye
vo dal bin dal hi lad jaaye
maihar waali ma ki shakti
veero ke tan me lehraaye
veero ke tan me lehraaye
chhtarsaal ke raaj pe kiski
himmat hai jo aankh uthaaye
himmat hai jo aankh uthaaye
hemkaran aur veer singh ke
yash ki dhwaja rahi ferayen
yash ki dhwaja rahi ferayen
in veero ki gaatha sun kar
in veero ki gaatha sun kar
latkaya bhi jhumi re jhumi
jai bundel bhuli, jai ho bundel bhuli
jai ho bundel bhuli, jai ho bundel bhuli
ja maati balidaan ki maati
ja maati balidaan ki maati
maathe se jaaye chumi re chumi
jai bundel bhuli, jai ho bundel bhuli
jai ho bundel bhuli, jai ho bundel bhuli