udaan hauslo ko de
daro ke pankh tod de madod de
hansi ke lamhe odh ke
khushi ke pal nichhod ke
ghamo ke bandh tod ke
sisak ke jeena chodh ke
udaan hauslo ko de
daro ke pankh tod de madod de
hansi ke lamhe odh ke
khushi ke pal nichhod ke
ghamo ke bandh tod ke
sisak ke jeena chodh ke
shikar ban ke noch le
falak hai apna soch le
ye kah rahi hai zindagi
rahe na aankho me nami
nishan pe tu rakh najar
milegi tujhko rah gujar
bana le chandni pe ghar
sada buland hai sar pashar
madholal keep walking
madholal keep walking
madholal keep walking
madholal keep walking
samundaro ko tair ja
bhavar me aake thar ja
tu thar ja
jamane ko sabak shika
sawale kasamkash hata
tu apni khubiya dikha
salika jine ka sikha
naya savera chan le
mita andhera maang le
wo raat sare hadse ki
la ke bhul ?
aag se jala de thandi chahte?
ubal dil ki rahate
kisi se bhi na vair ho apna ho ya koi gair ho
madholal keep walking
madholal keep walking
madholal keep walking
madholal keep walking
?????
kuch aisa kar
umedo ke shikhar uga
musibato ka sar jhuka
na khud ko duniya se chupa
tera vajud hai juda
hawao ke machano par
duao ki chatano pe
kadam kadam badaye ja
khushi ko pas paaye ja
sada ye gunjane lage
falak jo mundane laga
tu banda bemisal hai
sabhi ka ye khayal hai
madholal keep walking
madholal keep walking
madholal keep walking
madholal keep walking
madholal keep walking
madholal keep walking
madholal keep walking
madholal keep walking