Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.80 - 5 votes
Ghazals
Video of this song from youtube
Lyrics of Mai Chahta Bhi Yahi Tha Vo Bewfa Nikle - मैं चाहता भी यही था वो बेवफ़ा निकले
main chahta bhi yahi tha wo bewafa nikle
main chahta bhi yahi tha wo bewafa nikle
use samajhne ka koi to
use samajhne ka koi to silsila nikle
main chahta bhi yahi tha wo bewafa nikle

kitaab e maazi ki panne ulat ke dekh zara
kitaab e maazi ki panne ulat ke dekh zara
na jaane kaun sa panna muda hua nikle
na jaane kaun sa panna muda hua nikle

jo dekhne me bahut hi karib lagta hai
jo dekhne me bahut hi karib lagta hai
usi ke baare me socho to fasila nikle
usi ke baare me socho to fasila nikle
use samajhne ka koi to silsila nikle
use samajhne ka koi to silsila nikle
main chahta bhi yahi tha wo bewafa nikle
lyrics of song Mai Chahta Bhi Yahi Tha Vo Bewfa Nikle
Comments on song "Mai Chahta Bhi Yahi Tha Vo Bewfa Nikle"
Jitendra Kothari on Tuesday, August 27, 2013
Kitaab-e-maazi ke panne ulat-ke dekh zaraa, Na jaane kaunsaa panna mudaa
hua nikaley, Jo dekhane-mein bahot-hi qareeb lagataa hay, Useeke bare-mein
socho to fasalaa nikaley,...beautiful, soulful lyrics.And only
Ghazal-jeet Singh's mesmerizing voice can do true justice to them...Love
to listen to it...again and again.
Jitendra Kothari on Wednesday, January 08, 2014
Kitaab-e- maazi-ke panney ulat-ke dekh zaraa,
Naa jaane kaunsa pannaa, mudaa hua nikaley,

Jo dekhaney mein bahut hee qareeb lagataa hay,
Useeke baare-mein socho, to faseela nikaley, usey samajney-ka koee
to...

Miss the great Maestro so much..
fareed khan on Tuesday, October 06, 2015
Wo K har Ehd-e-Mohabbat se Mukarta jaye

Dil wo Zalim k usi Shakhs par Marta jaye

Wo mere Pehlo ma aya bhi to KhushboO ki tarha

Usy jitna bhi Samaiton Wo Bhikarta jaye.
Nick sheengold on Sunday, August 02, 2015
One the best ghazal of Jajit Singh in my concerts in UK...I happened to
made him sing this ghazal specially for me.God bless him.RIP
Hafeezullah Ayllia on Tuesday, April 12, 2011
mein chahta bhi yahi tha wo bewafa nikhle.

kitabein mazi ke oraq palat ke dekh zara

najane konse safhe more huwe nikhle.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Echoes (Jagjit Singh) (1986)
Jagjit Singh, Chitra SinghTasleem Fazli, Bashir Badr, Shadaab, Waseem Barelvi, Nida Fazli, Saleem Kausar, Muzaffar Warsi, Mumtaz Mirza, Ahmad Faraz
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type