mai hu apni lagan ka mara
jidhar chal pada, chal pada
ho mai hu apni lagan ka mara
mai hu apni lagan ka mara
jidhar chal pada, chal pada
ho mai hu apni lagan ka mara
mai hu apni hi dhun me magan
mai hu pyar ke man ka gagan
mai hu apni hi dhun me magan
mai hu pyar ke man ka gagan
koi kali, to mai hu chaman
koi geet, to mai hu ek tara
mai hu apni lagan ka mara
mai hu apni lagan ka mara
jidhar chal pada, chal pada
ho mai hu apni lagan ka mara
mai kya janu, ke kya hai jahan
meri najro me chhalke arman
mai kya janu, ke kya hai jahan
meri najro me chhalke arman
mere dil me khushi ke tufan
koi lahar, to mai hu kinara
mai hu apni lagan ka mara
mai hu apni lagan ka mara
jidhar chal pada, chal pada
ho mai hu apni lagan ka mara
liye najro me man ki lagi
jara bahka hu mai jo kabhi
liye najro me man ki lagi
jara bahka hu mai jo kabhi
lagi kahne bahare sabhi
jara dekh idhar dobara
mai hu apni lagan ka mara
mai hu apni lagan ka mara
jidhar chal pada, chal pada
ho mai hu apni lagan ka mara
Music by solo Bipin from Babul. Great melodious slow and soulful song. It
was a popular song too :)