mai hu ram ye hai lakshman, tu hai hanumanta
mai hu ram ye hai lakshman, tu hai hanumanta
setu pul pe banaye hum sab pani me rasta
ha pani me rasta, ha pani me rasta
tu hai ram wo hai lakshman, ye hai hanumanta
tu hai ram wo hai lakshman, ye hai hanumanta
setu pul pe banaye hum sab pani me rashta
ha pani me rashta, ha pani me rashta
rawan dushman sathi katil inka ant karo
jit hamari hoke rahegi unse tum na daro
rawan dushman sathi katil inka ant karo
jit hamari hoke rahegi unse tum na daro
ab talwar utha lo nash inka kar dalo
ab talwar utha lo nash inka kar dalo
in hatho me kya shakti hai tumko nahi pata
mai hu ram ye hai lakshman, tu hai hanumanta
setu pul pe banaye hum sab pani me rasta
ha pani me rasta, ha pani me rasta
parvat kate rah banale takat hai ham me
jiske age jag jhuk jaye wo himmat hai hum me
parvat kate rah banale takat hai ham me
jiske age jag jhuk jaye wo himmat hai ham me
hum dusht tujhko jane, hum bura bhala kahe jane
hum dusht tujhko jane, hum bura bhala kahe jane
sher ke bache jala ke rakhde, rawan ki lanka
mai hu ram ye hai lakshman, tu hai hanumanta
setu pul pe banaye hum sab pani me rasta
ha pani me rasta, ha pani me rasta