aa aa aa aa
kabhi to log sharaba shabab kahte hain
aa kabhi to bela chameli gulab kahte hain
khushi ki raat aur maikashi ka alam hain
to aisi raat me
to aisi raat me, mujhe kya janab kahte hain
magar main kya hu
main hu sharab ki botal, main hu sharab ki botal
o main hu sharab ki botal, main hu sharab ki botal
chheda mujhe to, chheda mujhe to
chheda mujhe to dekhna mach jayegi halchal
main hu sharab ki botal, main hu sharab ki botal
main hu sharab ki botal
meri aankho se pimane bane hain
meri baato se afsane bane hain
hay meri aankho se pimane bane hain
hay meri baato se afsane bane hain
lachakna shakh ne sikha hain mujhse
lachakna shakh ne sikha hain mujhse
meri mehfil se maikhane bane hain
julfe jo kholu
hay julfe jo kholu, abhi chha jayega baadal
main hu sharab ki botal, main hu sharab ki botal
main hu sharab ki botal
meri ik ik adaa me dilbari hain
meri ik ik najar me shayari hain
hay meri ik ik ada me dilbari hain
hay meri ik ik najar me shayari hain
usi se hain ye shokhi ye shararat
usi se hain ye shokhi ye shararat
par ek laal jo mujhse bhari hain
jaan to deti nahi
main jaan to deti nahi, kar deti hu ghayal
main hu sharab ki botal, main hu sharab ki botal
chheda mujhe to dekhna mach jayegi halchal
main hu sharab ki botal, main hu sharab ki botal
main hu sharab ki botal, main hu sharab ki botal