mai janti hu tum jhuth bolte ho fir bhi kaho aji fir se kaho
tumko mujhse pyar hai tum janti ho mai sach bolta hu
fir bhi suno fir se suno mujhko tumse pyar hai mai janti hu
aankho me jhako mere sapno ki rani padh ke to dekho
padh ke to dekho mere dil ki kahani
aankho me jhako mere sapno ki rani padh ke to dekho
padh ke to dekho mere dil ki kahani
mai janti hu tum jhuth bolte ho fir bhi kaho aji fir se kaho
tumko mujhse pyar hai tum janti ho mai sach bolta hu
fir bhi suno fir se suno mujhko tumse pyar hai tum jaanti ho
sapno me aake yahi tumne kaha tha nind khuli to
nind khuli to dekha koi nahi tha
sapno me aake yahi tumne kaha tha nind khuli to
nind khuli to dekha koi nahi tha tum janti ho mai sach bolta hu
fir bhi suno fir se suno mujhko tumse pyar hai
mai janti hu tum jhuth bolte ho fir bhi kaho aji fir se kaho
tumko mujhse pyar hai mai janti hu
dil me tumhare piya chhalne ki ghate samjh gayi mai
tum kya samjhogi ye hai pyar ki bate
dil me tumhare piya chhalne ki ghate samjh gayi mai
tum kya samjhogi ye hai pyar ki bate
mai janti hu tum jhuth bolte ho fir bhi suno fir se suno
mujhko tumse pyar hai tum janti ho mai sach bolta hu
fir bhi kaho aji fir se kaho tumko mujhse pyar hai mai janti hu
Excellent composition of Salili Choudhary. There is another duet of Lata ji
with Mohinder Kapoor(hu tu tu tu) i think the only song Mahinder sang for
salil.