mai kaise kadam apna piche hata lu
mohabbat meri zindagi ban chuki hai
kaho to gale maut ko bhi laga lu
kaho to gale maut ko bhi laga du
mohabbat meri zindagi ban chuki hai
mai kaise kadam apna piche hata lu
ye bazi nahi isliye hai lagayi
ke dekhe tamasha khuda ki khudai
ye bazi nahi isliye hai lagayi
ke dekhe tamasha khuda ki khudai
khuda ka bhi mai hausla tod dalu
khuda ka bhi mai hausla tod dalu
mohabbat meri jindagi ban chuki hai
mai kaise kadam apna piche hata lu
mere raashte me koi aake dekhe
mere pyar se koi takra ke dekhe
mere raashte me koi aake dekhe
mere pyar se koi takra ke dekhe
ke mai bhi to apni wafa aazma lu
ke mai bhi to apni wafa aazma lu
mohabbat meri zindagi ban chuki hai
mai kaise kadam apna piche hata lu
mohabbat ki is bekhudi me machal kar
wafa ki hasi rehgujaro par chal kar
mohabbat ki is bekhudi me machal kar
wafa ki hasi rehgujaro par chal kar
mai chahu to kadmo me sabko jhuka lu
mai chahu to kadmo me sabko jhuka lu
mohabbat meri zindagi ban chuki hai
mai kaise kadam apna piche hata lu
mai kaise kadam apna piche hata lu
Film cast: Ajit, Kumkum, Madan Puri, Madhumati, Shyam Kumar
Singer: Asha Bhosle, Suman Kalyanpur, Usha Mangeshkar, Mahendra Kapoor
Lyricist: Javed Anwar, Asad Bhopali, S.H. Bihari
Music Director: Usha Khanna
Film Director: Mohd Husain