Video of this song from youtube
Lyrics of Main Kal Phir Milungi Issi Gulsitan Me - मैं कल फिर मिलूँगी इसी गुलिस्ताँ मे
mai kal fir milungi mai kal fir milungi isi gulsita me
yahi sham ko fir mulakat hogi
nigahe jhuka kar jo kehni hai tumse
jara ye to socho wo kya bat hogi nigahe jhuka kar

tum aaogi jin raho se unko saja du
mai kate hatake waha kalia bichadu
mai gulshan me aaungi nagme sunati
in aankho me hongi jawa aarzue
nigaho me ulfat ki so bat hogi nigahe jhuka kar

bahut suni suni mere jiwan ki rahe
kisi humsafar ko dhunde meri nigahe
sunate ho tum to piya apni kahani
jara ye bhi socho ke tumse bichad ke
kasak kya mere dil me din rat hogi nigahe jhuka kar

abhi tum chali jaogi karke bahana
magar shart ye hai mere sapno me aana
mai sapno me aaungi hasti lajati
udhar husn hoga tera chand jaisa
idhar keshuo ki hasi rat hogi
nigahe jhuka kar jo kahni hai tumse
jara ye to socho wo kya bat hogi
mai kal fir milungi isi gulsita me
yahi sham ko fir mulakat hogi mai kal fir milungi
lyrics of song Main Kal Phir Milungi Issi Gulsitan Me
Comments on song "Main Kal Phir Milungi Issi Gulsitan Me"
Srinivasan Channiga on Saturday, April 06, 2013
Good audio. Thanks.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Dr. Vidya (1962)
Manoj Kumar, Madan Puri, Prem Chopra, Mumtaz, Sunder, Helen, Nasir Husain, VyjayantimalaAsha Bhosle, Mohammed Rafi, Geeta Dutt, Mukesh, Lata MangeshkarMajrooh SultanpuriS D BurmanRajendra BhatiaDr. Vidya at IMDB      Dr. Vidya at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type