mai rahe mina rahe, gardhish me paimana rahe

mere saaqi tu rahe, aabaad maikhana rahe

harsh hi to ho chuka, rukh se nahi hatati naqaab

hadh bhi aakhir kuch hai, kab tak koi diwaana rahe
mai rahe mina rahe, gardhish me paimana rahe
mere saaqi tu rahe, aabaad maikhana rahe
mai rahe mina rahe, gardhish me paimana rahe
raat ko jo baithate hai, roz hum majnu ke paas

pehle an-ban reh chuki hai, ab to yaaraana rahe
mai rahe mina rahe, gardhish me paimana rahe
mere saaqi tu rahe, aabaad maikhana rahe
mai rahe mina rahe, gardhish me paimana rahe
zindagi ka lutf ho, udati rahe hardam riyaz

hum ho sishe ke pari ho, ghar parikhana rahe
mai rahe mina rahe, gardhish me paimana rahe
mere saaqi tu rahe, aabaad maikhana rahe
mai rahe mina rahe, gardhish me paimana rahe
mai rahey mai na rahe... ap na rahey. aapki awaaz me o lafzen rahey ...jab bhi sune sunthey rahen,