mai sar jhukaye huye dard ko chhupaye huye 
palat ke aaya to har raah gujar rahi thi 
main sochta hun abhi chirag roshan the 
kabhi ye shahar mera zameen meri thi
um ke thahre ajnabi itni mulakaton ke baad 
hum ke thahre ajnabi itni mulakaton ke baad 
phir banenge aashiyaan 
phir banenge aashiyaan itni mulakaton ke baad 
hum ke thahre ajnabi
kab najar mein aayegi bedaag sabze ki baat 

umar ke dhabbe dhulenge 
umar ke dhabbe dhulenge kitni barsaton ke baad 
umar ke dhabbe dhulenge kitni barsaton ke baad 
hum ke thahre ajnabi itni mulakaton ke baad 
hum ke thahre ajnabi
the bahut bedard lamhe khtam darde ishq ke

the bahut bemahar subahe
the bahut bemahar subahe mehaebaan raato ke baad 
the bahut bemahar subahe mehaebaan raato ke baad 
hum ke thahre ajnabi itni mulakaton ke baad 
unse jo kahne gaye the faiz ja sadka kiye 

ankahi hi rah gayi 
ankahi hi rah gayi wo baat sab baaton ke baad 
ankahi hi rah gayi wo baat sab baaton ke baad 
hum ke thahre ajnabi itni mulakaton ke baad 
phir banenge aashiyaan itni mulakaton ke baad 
phir banenge aashiyaan itni mulakaton ke baad 
hum ke thahre ajnabi hum ke thahre ajnabi