dur dur se aayi hu mai to milne ko apne kanhiya se
mai to aayi hu zhumri taliya se o babu aayi hu zhumri taliya se
arey hum bhi khad hai ha hum bhi khad hai
dekh raho me teri hum kam to nahi hai kanhiya se
o pehle mil le tu aake siphiya se
o pehle mil le tu aake siphiya se
gav gav aur gali gali dhunde ye meri nazariya
puchhu mai kisko ye to bata de o mile na tori khabariya
arey samne hai tere ha samne hai tere
do do sawariya mila le kisi se nazariya
ha mila le kisi se nazariya
arey mujhs ya is se is se ya mujhse tu pyar karegi kis se
chhodo ji chhodo hato ji hato chhodo ji chhodo arey hato ji hato
aise pakdo na mujhko kaliya se mai to aayi hu zhumri taliya se
mai to aayi hu zhumri taliya se ghere khade hai dekho lutere
mujhko tu aake bacha le tere siva yaha koi nahi mera
apne tu pas bula le o chhod de chhokariya
chhod de chhokariya shor machana
humko tu apna le o gori humko tu apna le
arey man ja nahi manugi nahi manegi
ja ja ja nahi manugi o baza baza ke
ha baza baza ke doli saza ke
tujhe le jaye zhumri taliya se
o pehle mil le tu aake siphiya se
o pehle mil le tu aake siphiya se
dur dur se aayi hu mai to milne ko apne kanhiya se
mai to aayi hu zhumri taliya se o babu aayi hu zhumri taliya se