he manjil ki raahon me, chahat ki baaho me
mujhko hain pukara, are main to chala
mere yaaro ab main to chala
nikal hun main to hava pe sawaar
hain mere sine me armaan hajaar
jisaki khatir main bechain hu
meri tamanna me, hogi wo bhi bekraar
us hasina ke naam
ulfat ka mera salaam
hole se khushbu udi
hoga uski ka payaam
he manjil ki raahon me, chahat ki baaho me
mujhko hain pukara, are main to chala
mere yaaro ab main to chala
chham chham ki har sada
uski payal lage
rut ye aanchal lage
dil lage chehra
raat kaajal lage yaar ka
aayegi jab wo karib
badlega mera naseeb
bin dekhe chaha use
divana hun main aji
ha manjil ki raahon me, chahat ki baaho me
mujhko hain pukara, are main to chala
mere yaaro ab main to chala
hain safar ye naya, dil sambhal to jara
tu bata rasta, dhun milan ki hain
mujhpe chhaya nasha pyar ka
har ek man hain javaan
pucho na main hun kahan
uthane lagi hain ye jami
jhukne laga aasmaan
he manjil ki raahon me, chahat ki baaho me
mujhko hain pukara, are main to chala
mere yaaro ab main to chala
nikal hun main to hava pe sawaar
hain mere sine me armaan hajaar
jisaki khatir main bechain hu
meri tamanna me, hogi wo bhi bekraar
us hasina ke naam
ulfat ka mera salaam
hole se khushbu udi
hoga uski ka payaam