main to kahu is samay me
maile dilvaali saali
bhutal pe bharsi ye nariya apaar hain
main to kahu is samay me
maile dilvaali saali
bhutal pe bharsi ye nariya apaar hain
kesh kaale nain kale
kesh kaale nain kale
man bhi hain kala kala, sachchi kahun
sachchi kahun kale, kaamo ki wo kartaar hain
thagat pati ko, aur thagat jagat ko ye
thagi aur thagaai, inaki zindagi ka saar hain
saamne kabhi naa pade, naari yahi maangu hari
unke hi jehan me sara sansaar hain
sun ke ye rangali kahe
nari bhale jaise bhi ho
nar ko na suniye, wo jhutho ka sardaar hain
khari khoti baate kahe
chhodata hain naari ye hain bhanwer
ke jaise ise ghumne se pyaar hain
pathar sa dil aisa pighale kabhi nahi
ye khota kaam karne ko,m baithe re taiyar hain
anya me kya dosh dekhen, nikhre jo aaine me
dekhega to khud kaise doshon ka bhandaar hai
lagti bechaari hain ye karti chhinaari
naari samne jo ye pade to
paap ka na paar hain
bura kaam karne me, pichhe mud dekhe nahi
tersi hain tez talvaar ki ye dhar hain
jisne hain pala posha
usi ko deta hain gali
kaise hain re mard tu, tujhe fitkaar hain
sach sach bolo sab, puchhati hun kaho ab
chori kare chor kaise bane sa hunkaar hain
are teri to
jal ko banaye thal, thal ko banaye jal
chhal ka banaya tune kaisa sansaar hain
ulti akaal teri, sujhe nahi baat sidhi
naari is jagat ka kachcha singaar hain
naari is jagat ka kachcha singaar hain
naari is jagat ka kachcha singaar hain