dekho re logo kitni ye jalim hai mardo ki chaale
jab koi dekhe naar parayi chhupkar dore daale
jab ho jarurat koi bhi surat ye to nikale hai
main to naina ladaike hui re badnam
main to naina ladaike hui re badnam
aise patthar se haye aise khaliya se
aise julmi se dil na lagaye koi ram
main to naina ladaike hui re badnam
main to naina ladaike hui re badnam
sola baras ki main jo hui to kehna
laga haye main mar gaya
leke jo aaya meri sotaniya ram hawale mujhe kar gaya
o mujhe kya tha pata, ke ye dega daga haye
o mujhe kya tha pata, ke ye dega daga
main to karungi na tujhse baya
main to naina ladaike hui re badnam
main to naina ladaike hui re badnam
chanda se gora mera hai mukhda
sharmaye poonam ki raat bhi
o daabe me jal jal jaise mori payaliya,
naache khushi se mere sath bhi
oye maine ye kya kiya haaye jise dil de diya haye
maine ye kya kiya jise dil de diya wo
jo na jaane mohabbat ka nam
main to naina ladaike hui re badnam
main to naina ladaike hui re badnam
shri ram kare tera nam badhe tera kaam badhe
tera maan badhe naadan suno ek bat bata dun sambhu
maine jan jan kar diya kam de dan dan meri man man le
hath tham tera byah kara dun bum bhole
main bhi koyaliya baago ki rani
munde mohalla mere naam se
marta tha mujh par saara jamana, tu jo mila gayi kaam se
kabhi ho na saka haye, tu mere pyar ka haye
kabhi ho na saka haye, tu mere pyar ka haye
hum kare durse salam
main to naina ladaike hui re badnam
main to naina ladaike hui re badnam
aise patthar se haye aise khaliya se
aise julmi se dil na lagaye koi ram
main to naina ladaike hui re badnam
main to naina ladaike hui re badnam
Film cast: Dharmendra, Nutan, Rehman, I S Johar, Jeevan Randhir, Sunder,
Jeevan, Srandhir
Singer: Mohammed Rafi, Asha Bhosle, Manna Dey, Suman Kalyanpur, Mukesh,
Usha Khanna, Usha Mangeshkar, Krishna Kalle
Lyricist: G L Rawal
Music Director: Sonik Omi
Film Director: C L Rawal