mai to mai to piya ki joganiya hu
hu mai to piya ki joganiya hu
mai to piya ki joganiya
piya hamare bukhe
piya hamare bukhe
mai dil ka taal sajau
mai dil ka taal sajau
piya hamare pyase
naino me jal bhar lau
piya hamare pyase
naino me jal bhar lau
mai to mai to piya ki joganiya hu
hu mai to piya ki joganiya hu
mai to piya ki joganiya
piya hamare ruthe
piya hamare ruthe
mai saiya mar jau
mai saiya mar jau
piya hamare mane
charno me phul chadau
piya hamare mane
charno me phul chadau
mai to mai to piya ki joganiya hu
hu mai to piya ki joganiya hu
mai to piya ki joganiya
jab lag sans chale hai
jab lag sans chale hai
mai pati charan gun gau
mai pati charan gun gau
janam janam ke sathi
mai pyare piya pau
janam janam ke sathi
mai pyare piya pau
mai to mai to piya ki joganiya hu
hu mai to piya ki joganiya hu
mai to piya ki joganiya
lyrics typed by : pinky thukur
Film cast: Chanda, Shahu Modak, Nirmala, Amir Ali, Shakir Ali, A Shah,
Zahid Ali
Singer: Mukesh, Nirmala Devi, Amirbai Karnataki, Shahu Modak
Lyricist: D N Madhok
Music Director: Naushad Ali
Film Director: S U Sunny
Film Producer: Kardar