kaun rokega ab pyar ka rasta
mai to pee ki nagariya jane lagi
mai to pee ki nagariya jane lagi
aaj baithe-bithaye ye kya ho gaya
dil ki har baat aankho me aane lagi
dil ki har baat aankho me aane lagi
mai to pee ki nagariya jane lagi
aa gaye, aa gaye muskurane ke din
aa gaye, aa gaye muskurane ke din
ladkhadane ke din gungunane ke din
ladkhadane ke din gungunane ke din
maine payal to pawo me bandhi nahi
aur aawaz, aur aawaz ghungharu ki aane lagi
aur aawaz ghungharu ki aane lagi
mai to pee ki nagariya jane lagi
koyi raho me kaliya bichhane laga
koyi raho me kaliya bichhane laga
aur isharo se mujhko bulane laga
aur isharo se mujhko bulane laga
maine darpan abhi tak to dekha nahi
meri bindiya magar jhilmilane lagi
meri bindiya magar jhilmilane lagi
mai to pee ki nagariya jane lagi
aaj kaisi chali bhigi-bhigi pawan
aaj kaisi chali bhigi-bhigi pawan
lehlahane laga mera najuk badan
lehlahane laga mera najuk badan
maine palake abhi tak jhukayi nahi
nind kyo meri aankho me aane lagi
nind kyo meri aankho me aane lagi
mai to pee ki nagariya jane lagi
kaun rokega ab pyar ka rasta
mai to pee ki nagariya jane lagi
mai to pee ki nagariya jane lagi
mai to pee ki nagariya jane lagi
Very beautiful sung by Lata ji this classical song for Madan Mohan ji.Thanks bemused321 ji .Thanks MrRajkoemar ji for sharing. W.R. Sarla.