main to sapne swaar kar baithi
dil apna nisar kar baithi
han main to sapne swaar kar baithi
dil apna nisar kar baithi
ho meri itni si bhul jise karti kabul
ek budhu se pyar kar baithi
main to sapne swaar kar baithi
dil apna nisar kar baithi
kaise bedardi se ye naina laage
main paas aau to vo dur bhage
chup na rahun main bhi kuchh bhi na bole
ankhiyan milaye na munh khole
mar gai main to mar gai main to haye ram
bairvalo se pyar kar baithi
duniyan ko diwar kar baithi
ho meri itni si bhul jise karti kabul
ek budhu se pyar kar baithi
main to sapne swaar kar baithi
dil apna nisar kar baithi
vaise inhe mujhse nafrat nahi hai
magar pyar karne ki fursat nahi hai
shiva pyar ke kuchh bhi aata nahi hai
jatana magar inko aata nahi hai
mar gai main to mar gai main to haye ram
main to vade hajar kar baithi saiyan
kaise ye haar kar baithi
ho meri itni si bhul jise karti kabul
ek budhu se pyar kar baithi
main to sapne swaar kar baithi
dil apna nisar kar baithi
najuk si gudiya main thunthe milun na
bina tere bagiya ke main to khilun na
main hun yahan aur badal hai chhaye
magar baat iski samjh mein na aaye
mar gai main to mar gai main to haye ram
main to bindiyan nisar kar
tikhi kajre ki dhar kar baithi
ho meri itni si bhul jise karti kabul
ek budhu se pyar kar baithi
main to sapne swaar kar baithi
dil apna nisar kar baithi