bewafaa hai tu toh kyaa hua
haa juda hai tu toh kyaa hua
bewafaa hai tu toh kyaa hua
haa juda hai tu toh kyaa hua
ghumsudaa hai tu toh kyaa hua
main judaai ke lamho mein tujhe yaad karunga
main zindagi bhar tera interzaar karunga
main zindagi bhar tera interzaar karunga
bewafaa hai tu toh kyaa hua
haa juda hai tu toh kyaa hua
ghumsudaa hai tu toh kyaa hua
main judaai ke lamho main tujhe yaad karungi
main zindagi bhar tera interzaar karungi
main zindagi bhar tera interzaar karungi
jaise hi ye shaam dhalengi
usi mod pae jaunga
jahaa mujhe tum chod gaye
us jagaah ko dekh kar aaunga
do pal thoda thahar ke
thoda roke aahe bhar lungaa
bechaini badh jayegi
to tasveer se baate kar lungaa
dekhke meri is haalat ko
mera khuda bhi royega
jab tak tumse mila na dega
woh bhi nahi ab soyega
main khuda se ab harpal fariyaad karunga
main zindagi bhar tera interzaar karunga
main zindagi bhar tera interzaar karunga
jaise hi aab pyaas uthegi
thode aansu peelungi
kisi jakham pay malham to
ab kisi jakhm ko sii lungi
raato mein karvat badlungi
din main bhatkungi dar dar
ek jagaah baithu mein kaise
chor ho jab dil ke andar
aaj ye jaana tanhaa rehna
kitna mushkil hota hai
aankhe jab thak jaati hai
to chupke se dil rota hai
main mohabaat main
ab khud ko barbaad karungi
main zindagi bhar tera intzaar karungi
main zindagi bhar tera intzaar karungi
bewafaa hai tu toh kyaa hua
haa juda hai tu toh kyaa hua
ghumsudaa hai tu toh kyaa hua
main judaai ke lamho main tujhe yaad karungi
main zindagi bhar tera interzaar karunga
main zindagi bhar tera interzaar karungi
main zindagi bhar tera interzaar karunga
aa main zindagi bhar tera interzaar karungi
I love u puneet( Vinni)