maikhana maikhana, ye hain maikhana
maikhana maikhana, ye hain maikhana
duniya bhar mein peekar bahko
yahan sambhal kar aana
maikhana maikhana, ye hain maikhana
maikhana maikhana, ye hain maikhana
duniya bhar mein peekar bahko
yahan sambhal kar aana
maikhana maikhana, ye hain maikhana
apne aap sulajh jayenge
saare uljhe dhage re dhage
saare uljhe dhage
apne aap sulajh jayenge
saare uljhe dhage re dhage
saare uljhe dhage
hath mein jab ye aa jaaye to
hath mein jab ye aa jaaye to
soyi kismat jaage re jaage
soyi kismat jaage
paimaana paimaana, ye hain paimaana
paimaana paimaana, ye hain paimaana
paimaana paimaana, ye hain paimaana
saari duniya tum thukra lo
isko na thukrana
maikhana maikhana, ye hain maikhana
khud bhi peeyo aur logo ki bhi
pyaas bujhate jaao re bhai
pyaas bujhate jaao
khud bhi peeyo aur logo ki bhi
pyaas bujhate jaao re bhai
pyaas bujhate jaao
maikhane se jab niklo to
maikhane se jab niklo to
may chhalkate jaao re bhai
may chhalkate jaao
nazrana nazrana may ka nazrana
nazrana nazrana may ka nazrana
nazrana nazrana may ka nazrana
tum ye saaqi ka nazrana
reendo tak pahunchana
maikhana maikhana, ye hain maikhana
jaam bhi hain aur saaqi bhi hain
masti mein jee lenge, jee lenge
masti mein jee lenge
jaam bhi hain aur saaqi bhi hain
masti mein jee lenge, jee lenge
masti mein jee lenge
peene ka mausam hain yaaro
peene ka mausam hain yaaro
jee bhar ke pee lenge, pee lenge
jee bhar ke pee lenge
tarsana tarsana ab na tarsana
tarsana tarsana ab na tarsana
tarsana tarsana ab na tarsana
peene waale soca ke aaye
laut ke ghar nahi jana
maikhana maikhana, ye hain maikhana
maikhana maikhana, ye hain maikhana
duniya bhar mein peekar bahko
yahan sambhal kar aana
maikhana maikhana, ye hain maikhana
maikhana maikhana, ye hain maikhana
ye hain maikhana
ye hain maikhana
The ultimate gazal. i am wondering why people dont know much about it