maikhane me aana jaana chalta hain
Maikhane me aana jaana chalta hain
wayez ka bhi roz, bahana chalta hain
maikhane me aana jaana chalta hain
maikhane me aana jaana chalta hain
chupke chupke sau pardo ke pichhe se
chupke chupke sau pardo ke pichhe se
chupke chupke sau pardo ke pichhe se
do aankhon ka mushkurana chalta hain
maikhane me aana jaana chalta hain
maikhane me aana jaana chalta hain
mehfil mehfil daur kahan haqikat ka
mehfil mehfil daur kahan haqikat ka
mehfil mehfil daur kahan haqikat ka
thoda sach aur thoda fasana chalta hain
maikhane me aana jaana chalta hain
maikhane me aana jaana chalta hain
tanhaa tanhaa umra basar ho jaati hain
tanhaa tanhaa umra basar ho jaati hain
tanhaa tanhaa umra basar ho jaati hain
pal do pal ka saath, nibhana chalta hain
maikhane me aana jaana chalta hain
maikhane me aana jaana chalta hain
chalte chalte ek din to aakhir koshish
chalte chalte ek din to aakhir koshish
chalte chalte ek din to aakhir koshish
tum bhi chaoge jaise zamana chalta hain
maikhane me aana jaana chalta hain
wayez ka bhi roz, bahana chalta hain
maikhane me aana jaana chalta hain
maikhane me aana jaana chalta hain
maikhane me aana jaana chalta hain