main aawara baadal hu tu sawan ki jhadi 
main aawara baadal hu tu sawan ki jhadi 
jindagi ka 
jindagi ka kya bharosa kyo yu pichhe padi 
main aawara baadal hu tu sawan ki jhadi 
sun aawara badal prem mera pagal
jod de tu jod de tu dil se dil ki ladi 
sun aawara badal prem mera pagal 
main aawara baadal hu tu sawan ki jhadi 
meri sanse to girvi padi hai
meri sanse to girvi padi hai
mot ka pahra mujhpe pada hai 
meri raah mein kante hi kante 
meri raah mein kante hi kante 
phulo ki tu ladi
main aawara baadal hu tu sawan ki jhadi 
sun aawara badal prem mera pagal 
kante bichhe hai to kya 
sholo pe hanske chalugi 
kante bichhe hai to kya 
sholo pe hanske chalugi 
tere liye mere so so janm main to lungi
aanchal ko failaye raho mein teri 
kab se main hu khadi
sun aawara badal prem mera pagal 
main aawara baadal hu tu sawan ki jhadi 
dekh ke jid tumhari bhigi aankhe hamari 
dekh ke jid tumhari bhigi aankhe hamari 
suna jo dil ka hai aangan milke sajayenge sajan 
aise hi dono milte rahenge 
aise hi dono milte rahenge har ek pal har ek ghadi
main aawara baadal hu tu sawan ki jhadi 
sun aawara badal prem mera pagal