itna na mujhase tu pyar badha ke 
main ek badal awara kaise kisi ka sahara banu
ke main khud beghar bechara isliye tujhse pyar karu 
ke tu ek badal awara janam janam se hu 
sath tere hai naam mera jal ki dhara 
itna na mujhase tu pyar badha ke 
main ek badal awara janam janam se hu 
sath tere hai naam mera jal ki dhara 
mujhe ek jagah aaram nahi ruk jana 
mera kaam nahi mujhe ek jagah aaram nahi 
ruk jana mera kaam nahi mera sath kaha tak dogi 
tum main desh videsh ka banjara 
itna na mujhase tu pyar badha 
ke main ek badal awara kaise kisi ka sahara banu 
ke main khud beghar bechara isliye tujhse pyar karu 
ke tu ek badal awara janam janam se hu 
sath tere hai naam mera jal ki dhara 
o neel gagan ke deewane tu pyar na mera pahachane 
o neel gagan ke deewane tu pyar na mera pahachane 
main tab tak sath chalun tere jab tak na kahe 
tu main haara isliye tujhse pyar karu 
ke tu ek badal awara janam janam se hu
 
sath tere hai naam mera jal ki dhara 
itna na mujhase tu pyar badha ke 
main ek badal awara kaise kisi ka sahara banu 
ke main khud beghar bechara 
kyu pyar mein tu nadan bane ek badal ka arman bane 
kyu pyar mein tu nadan bane ek badal ka arman bane 
ab laut ke jana mushkil hai maine chhod diya hai 
jag sara itna na mujhase tu pyar badha 
ke main ek badal awara janam janam se hu 
sath tere hai naam mera jal ki dhara
