main dhundhta hu jise
main dhundhta hu jise wo jahan nahi milta
nayi zamin, naya aasma nahi milta
main dhundhta hu jise wo jaha nahi milta
nayi zamin, naya aasma nahi milta
nayi zamin, naya aasma bhi mil jaye
nayi zamin, naya aasma bhi mil jaye
naye basr ka kahin, kuch nisha nahi milta
naye basr ka kahin, kuch nisha nahi milta
main dhundhta hu jise
khada hu kab se main, chehro ke ek jungle mein
khada hu kab se main, chehro ke ek jungle mein
tumhare chehre ka, kuch bhi yaha nahi milta
tumhare chehre ka, kuch bhi yaha nahi milta
main dhundhta hu jise
wo mera gaon hai, wo mere gaon ke chulhe
wo mera gaon hai, wo mere gaon ke chulhe
ke jinme shole to shole, dhua nahi milta
ke jinme shole to shole, dhua nahi milta
main dhundhta hu jise wo jahan nahi milta
nayi zamin, naya aasma nahi milta
main dhundhta hu jise
Love this to the core. Searched it hard. Thanks for sharing.