Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
2.43 - 7 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Main Hoon Dehradun Ka Tota - तोता तोता तोता, मैना मैना मैना
tota tota tota, maina maina maina
tota tota tota, maina maina maina
main hu dehradun ka tota, tu dilli ki maina
main hu dehradun ka tota, tu dilli ki maina
mumbai ki is basti me, lad gaye tujhse naina
tu hain dehradun ka tota, main dilli ki maina
ha tu hain dehradun ka tota, main dilli ki maina
mumbai ki is basti me, bach ke mujhse rahna
main hu dehradun ka tota, tu dilli ki maina
are tu hain dehradun ka tota, main dilli ki maina
tota tota tota, maina maina maina
tota tota tota, maina maina maina

garam masala ladki hain tu, baal hain bikhare bikhare
dil ko mere chir gaye, ye tikhe tikhe nakhare
ha garam masala ladki hain tu, baal hain bikhare bikhare
dil ko mere chir gaye, ye tikhe tikhe nakhare
nazar lada ke tune mera, chhin liya hain china
tu hain dehradun ka tota, main dilli ki maina
main hu dehradun ka tota, tu dilli ki maina

meri gali me aate jaate hain, kitne hi ladake
ek baar jo dekh le mujhko, haath male aur tadpe
ha meri gali me aate jaate hain, kitne hi ladake
ek baar jo dekh le mujhko, haath male aur tadpe
pyar na karna mujhse varna, dard padega sahana
main hu dehradun ka tota, tu dilli ki maina
tu hain dehradun ka tota, main dilli ki maina
mumbai ki is basti me, lad gaye tujhse naina
tu hain dehradun ka tota, main dilli ki maina
main hu dehradun ka tota, tu dilli ki maina
lyrics of song Main Hoon Dehradun Ka Tota
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Zanjeer - The Chain (1998)
Kiran Kumar, Shakti Kapoor, Satish Kaul, Dev Malhotra, Samrat Mukerji, Aditya Pancholi, Tej SapruShibu MitraZanjeer - The Chain at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type