meri taqdeer tu teri taqdeer main
meri taqdeer tu teri taqdeer main
main hoon tere liye tu hai mere liye
main hoon tere liye tu hai mere liye
hoke tujhse juda ji sakungi na main
hoke tujhse juda ji sakungi na main
hoke mujhse juda tu bhi kaise jiye
main hoon tere liye tu hai mere liye
main hoon tere liye tu hai mere liye
hoke tujhse juda ji sakunga na main
hoke tujhse juda ji sakunga na main
hoke mujhse juda tu bhi kaise jiye
main hoon tere liye tu hai mere liye
main hoon tere liye tu hai mere liye
teri yaado me dhalti hai shamo sahar
teri yaado me dhalti hai shamo sahar
tan badan me uthe ek diwani lahar
tere khilte badan ki ye khusbu yaha
tere khilte badan ki ye khusbu yaha
sath rahti hai main jab bhi jau jaha
ek nasha dil le cha jata hai bin piye
main hoon tere liye tu hai mere liye
main hoon tere liye tu hai mere liye
tere kajal si jab sham dhalne lage
tere kajal si jab sham dhalne lage
wadiyo ki ye rangat badalne lage
milke mujhse bichadne lage jab bhi tu
milke mujhse bichadne lage jab bhi tu
ek andhera sa chane lage char su
aankho me jal uthe pyar ke so diye
main hoon tere liye tu hai mere liye
main hoon tere liye tu hai mere liye
dil se ek pal nahi dur jata hai tu
dil se ek pal nahi dur jata hai tu
sans leti hu to yad aata hai tu
jism do hai magar dono hai ek ja
jism do hai magar dono hai ek ja
mai jaha tu waha tu jaha main waha
sath hi jine marne ke wade kiye
main hoon tere liye tu hai mere liye
main hoon tere liye tu hai mere liye
hoke tujhse ji sakungi na main
hoke tujhse ji sakungi na main
hoke mujhse juda tu bhi kaise jiye
main hoon tere liye tu hai mere liye
main hoon tere liye tu hai mere liye
main hoon tere liye
main hoon tere liye
main hoon tere liye
main hoon tere liye
main hoon tere liye
main hoon tere liye.