nashir kya kaheta phirta hai
kuch na suno to behatar
diwana hai diwane ke munh na lago
to behatar hai
kapde badal kar bal bana kar
kahan chale ho kiske liye
raat bahut kali hai na sirf
ghar main raho to behatar
naye kapde badal kar jaau kahan
naye kapde badal kar jaau kahan
aur bal banao kiske liye
naye kapde badal kar jaau kahan
aur bal banao kiske liye
wo to saks shahar hi chhod gaya
wo to saks shahar hi chhod gaya
main bahar jaau kiske liye
naye kapde badal kar jaau kahan
jis dhup ki dil mein thandak thi
wo dhup usi ke sath gayi
jis dhup ki dil mein thandak thi
wo dhup usi ke sath gayi
in jalati galiyo main
in jalati galiyo main
ab fank udau kiske liye
wo to saks shahar hi chhod gaya
main bahar jaau kiske liye
naye kapde badal kar jaau kahan
wo shahar mein tha to uske liye
ouro se milna bhi padta tha
wo shahar mein tha to uske liye
ouro se milna bhi padta tha
ab aise vaise logo ke
ab aise vaise logo ke
main naaj udao kiske liye
wo to saks shahar hi chhod gaya
main bahar jaau kiske liye
naye kapde badal kar jaau kahan
muddat se koi aaya na gaya
sunsaan padi hai ghar ki faja
muddat se koi aaya na gaya
sunsaan padi hai ghar ki faja
in khali kamro mein na sirf
in khali kamro mein na sirf
ab sama jalao kiske liye
wo to saks shahar hi chhod gaya
wo to saks shahar hi chhod gaya
main bahar jaau kiske liye
naye kapde badal kar jaau kahan
jaau kahan jaau kahan jaau kahan