Video of this song from youtube
Lyrics of Main Rang Sharbato Ka Tu Mithe Ghat Ka Paani - मैं रंग शरबतो का तू मीठे घाट का पानी
khwaab hai tu neend hu main dono mile raat bane
roz yahi maangu dua teri meri baat bane baat bane

main rang sharbato ka, tu meethe ghaat ka paani
main rang sharbato ka, tu meethe ghaat ka paani
mujhe khud me ghol de to mere yaar baat ban jaani
rang sharbato ka, tu meethe ghaat ka paani
main rang sharbato ka, tu meethe ghaat ka paani
mujhe khud me ghol de to mere yaar baat ban jaani
rang sharbato ka, tu meethe ghaat ka paani
main rang sharbato ka, tu meethe ghaat ka paani
o yaara tujhe pyar ki batiya kya samjhawa
jaag ke ratiya roz bitaawa isse aage ab main kya kahu
o yaara tujhe bolti ankhiya sadke jsawa
maang le pakiya aaj duava isse aage ab main kya kahu

maine to dheere se neendo ke dhaage se
baandha hai khwaab ko tere
main na jahan chaahu na aasmaan chaahu
aaja hisse me tu mere
tu dhang chaahato ka, main jaise koi naadaani
tu dhang chaahato ka, main jaise koi naadaani
mujhe khud se jod de to mere yaar baat ban jaani
rang sharbato ka, tu meethe ghaat ka paani
main rang sharbato ka, tu meethe ghaat ka paani
mujhe khud me ghol de to mere yaar baat ban jaani
rang sharbato ka, tu meethe ghaat ka paani

tere khayalo se tere khayalo tak mera to hai aana jaana
mera to jo bhi hai tu hi tha tu hi hai
baaki jaha hai begana
tum ek musafir ho main koi raah anjaani
tum ek musafir ho main koi raah anjaani
mann chaha mod de to mere yaar baat ban jaani
rang sharbato ka, tu meethe ghaat ka paani
main rang sharbato ka, tu meethe ghaat ka paani
mujhe khud me ghol de to mere yaar baat ban jaani
rang sharbato ka, tu meethe ghaat ka paani
o yaara tujhe pyar ki batiya kya samjhawa
jaag ke ratiya roz bitaawa isse aage ab main kya kahu
o yaara tujhe bolti ankhiya sadke jawa
maang le pakiya aaj duava isse aage ab main kya kahu
lyrics of song Main Rang Sharbato Ka Tu Mithe Ghat Ka Paani
Comments on song "Main Rang Sharbato Ka Tu Mithe Ghat Ka Paani"
Jairo Fajardo on Thursday, December 03, 2015
Khwaab hai tu neend hoon main
You are the dream, I am the sleep

Dono mile raat bane roz yehi maangu dua
I pray everyday that we both meet and the night becomes complete

Teri meri baat bane baat bane
That our wishes be true

Main rang sharbaton ka tu meethe ghaat ka paani - 2
I am the colour of beverages, you are the sweet river water

Mujhe khud mein ghol de to mere yaar baat ban jaani
Just mix me in yourself my dear, then everything will be set

Rang sharbaton ka tu meethe ghaat ka paani
I am the colour of beverages, you are the sweet river water

Main rang sharbaton ka tu meethe ghaat ka paani

O yaara tujhe pyaar ki batiyaan kya samjhawan
O dear, how do I tell you stories of loves

Jaag ke ratiyaan roz bitaawan
I spend each night being awake

Isse aage ab main kya kahoon
What shall I tell you further

O yaara tujhe dhoonti ankhiyan sadke jawaan
O dear, my eyes search for you, I will sacrifice myself for you

Maang le pakiyan aaj duawaan
Today, I will make a wish

Isse aage ab main kya kahoon
What should I say any more

Maine to dheere se neendon ke dhaage se
I am slowly with the thread of sleeps

Baandha hai khwaab ko tere
tied up with your dream

main na jahaan chahoon
I neither wish the world

Na aasmaan chahoon aaja hisse mein tu mere
nor the skies, just become a part of my life

Tu dhang chahaton ka main jaise koi nadaani - 2
You are the way of love, I am so immature - 2

Mujhe khud mein jod de to mere yaar baat ban jaani
Just attach me with you oh dear, then everything will be set

Rang sharbaton ka tu meethe ghaat ka paani
I am the colour of beverages, you are the sweet river water

Main rang sharbaton ka tu meethe ghaat ka paani
I am the colour of beverages, you are the sweet river water

Tere khayalon se tere khayalon tak
From your thoughts to your thoughts

Mera to hai aana jaana mera to jo bhi hai
I keep commuting, whatever is of mine

Tu hi tha tu hi hai baaki jahaan hai begana
It's you and you, the rest of the world is a stranger to me

Tum ek musafir ho main koi raah anjaani - 2
You are a traveller, I am an unknown path - 2

Mann chaha mod de to.. mere yaar baat jaani
If you give me a turn as you wish, then it will be great

Rang sharbaton ka tu meethe ghaat ka paani
I am the colour of beverages, you are the sweet river water

Main rang sharbaton ka tu meethe ghaat ka paani
I am the colour of beverages, you are the sweet river water

Mujhe khud mein ghol de to mere yaar baat ban jaani
Just mix me in yourself my dear, then everything will be set

Rang sharbaton ka tu meethe ghaat ka paani
I am the colour of beverages, you are the sweet river water

O yaara tujhe pyaar ki batiyaan kya samjhawan..
O dear, how do I tell you stories of loves

Jaag ke ratiyaan roz bitaawan
I spend each night being awake

Isse aage ab main kya kahoon
What shall I tell you further

O yaara tujhe bolti ankhiyan sadke jawaan
O dear, my eyes search for you, I will sacrifice myself for you

Maang le pakiyan aaj duawaan
Today, I will make a wish

Isse aage ab main kya kahoon
What shall I tell you further
Moon Beutty on Tuesday, January 28, 2014
Khwab hai tu,
Neend hun main…
Dono mile,
Raat banein…
Roz yahi,
Maangu dua…
Teri meri, baat banein…
Baat banein…
Main rang sharbaton ka,
Tu meethe ghaat ka paani…
Main rang sharbaton ka,
Tu meethe ghaat ka paani…
Mujhe khud mein ghol de toh,
Mere yaar baat ban jaani…
Rang sharbaton ka,
Tu meethe ghaat ka paani…
Main rang sharbaton ka.
Tu meethe ghaat ka paani…
Mujhe khud mein ghol de toh,
Mere yaar baat ban jaani…
Rang sharbaton ka,
Tu meethe ghaat ka paani…
Main rang sharbaton ka,
Tu meethe ghaat ka paani…
O yaara tujhe pyaar ki,
Baatiyan kya samjhava…
Jaagke ratiyaan roz bitawaan,
Isse aage ab main kya kahun.
O yaara tujhe boldi aakhiyaan,
Sadke jawaan…
Maang le pakiyaan aaj duawaan,
Isse aage ab main kya kahun…
Maine toh dheere se,
Neendon ke dhaage se,
Bandha hai khwab ko tere…
Main na jahaan chahun,
Na aasmaan chahun,
Aaja hisse mein tu mere…
Tu dhang chahaton ka…
Main jaise koi naadani.
Tu dhang chahaton ka….
Main jaise koi naadani.
Mujhe khud se jod de toh,
Mere yaar baat ban jaani…
Rang sharbaton ka,
Tu meethe ghaat ka paani.
Main rang sharbaton ka,
Tu meethe ghaat ka paani.
Tere khayalon se,
Tere khayalon tak,
Mera toh hai aana jaana…
Mera toh jo bhi hai,
Tu hi tha tu hi hai,
Baaki jahaan hai begana…
Tum ek musafir ho,
Main koi raah anjaani…
Tum ek musafir ho,
Main koi raah anjaani…
Mann chah mod de toh,
Mere yaar baat ban jaani…
Rang sharbaton ka,
Tu meethe ghaat ka paani…
Main rang sharbaton ka,
Tu meethe ghaat ka paani.
Mujhe khud mein ghol de toh,
Mere yaar baat ban jaani…
Rang sharbaton ka,
Tu meethe ghaat ka paani…
O yaara tujhe pyaar ki,
Baatiyan kya samjhava…
Jaagke ratiyaan roz bitawaan,
Isse aage ab main kya kahun.
O yaara tujhe boldi aakhiyaan,
Sadke jawaan…
Maang le pakiyaan aaj duawaan,
Isse aage ab main kya kahun

So nice song I love it so much
priya G on Tuesday, June 17, 2014
All r talented singers. No need to compare anybody.
But this is the truth if a song has two voices then surely Atif's voice
will be the winner.
Atif has a magic in his voice. I'm not criticizing anybody but I like
Atif's voice and his style of singing. I know this comment will not get
much likes becoz this is commented by a boy.
Avish Sharma on Monday, September 30, 2013
Addictive track. Guys take a moment to check out my version of this song
mashed up with 'Subhanallah' from Yeh Jawani Deewani. You won't be
disappointed! :)
Arvind Bala on Tuesday, January 13, 2015
Mai Rang Sharbaton ka,

Tu Gande Naale ka pani

Mujhe khud me gholde tu,

mujhse Badboo anjaani ...lmao

Joking. nice song though.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Phata Poster Nikla Hero (2013)
Shahid Kapoor, Ileana DCruz, Padmini Kolhapure, Salman Khan, Nargis Fakhri, Darshan Jariwala, Naveen Prabhakar, Zakir Hussain, Mithilesh Chaturvedi, Sanjay Mishra, Ishtiaq Arif KhanIrshad Kamil, Amitabh BhattacharyaPritam ChakrabortyRajkumar SantoshiRamesh S TauraniPhata Poster Nikla Hero at IMDB      Phata Poster Nikla Hero at WikipediaPhata Poster Nikla Hero at YouTube     |    Phata Poster Nikla Hero at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type